mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain.
wo saam jaha mai darwaaje pe
dastak deta firta hu.
wo raat jaha aankhon me meri
neend naa aaya karti hai.
wo waqt jaha ruk jaata hai
thham jaata hai,saham jaata hai.
wo sadak jaha sunsaaniyat
ik raaz banaye baithhi hai.
mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain..
tum hote to kya hota.....
tum hote to himmat milti
iss sapno me chalne waale ko
sapno se aagey nikalne ki.
tum hote to ik waqt ke liye
kavi to mujhe sataya karte.
meri wafaon ko yaad kar ke
kavi to mujhe rulaya karte.
kavi to tanik waqt ke liye
mujh se fariyaad kiya karte.
kavi to tanik waqt ke liye
mujhe barbaad kiya karte.
mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain..
tum hote to kya hota....
jab jism aansuon ko
aane se roke rakhta hai.
jab sunsaan sadak pe saath mere
mera saaya chalta hai.
jab baraamde se kisi raat
chaand naza naa aata hai.
jab ashk ke jawaab mei vi
ashk nikal naa paata hai.
mai aur meri tanhaaayi
akshar ye baatein karti hain...
tum hote to kya hota....
jab waqt ke jawaab mei
seesha main foora karta hu.
jab boottlon ki dhakaanein
daaton se toora karta hu.
jab vheer ko saathh liye
khud akela chalta hu.
jab khud se hi ladta hu
girta hu ..sambhaltaa hu..
mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain
tum hoote to kya hoota.
uss paar kahin dur tak
andhere mei ake sahar -sa hai.
iss paar har raushaandaan mei
dudhiya saa ujala hai.
fir kahin se ik roosini
pattiyon se chha kar aati hai.
aviyaantriki eeton(engineering bricks) se takraa kar
yahin kahin khoo jaati hai.
mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain...
tum hote to kya hoota.
________________________________________________________________________________
title courtesy:yash chopra,silsila(1981)
akshar ye baatein karti hain.
wo saam jaha mai darwaaje pe
dastak deta firta hu.
wo raat jaha aankhon me meri
neend naa aaya karti hai.
wo waqt jaha ruk jaata hai
thham jaata hai,saham jaata hai.
wo sadak jaha sunsaaniyat
ik raaz banaye baithhi hai.
mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain..
tum hote to kya hota.....
tum hote to himmat milti
iss sapno me chalne waale ko
sapno se aagey nikalne ki.
tum hote to ik waqt ke liye
kavi to mujhe sataya karte.
meri wafaon ko yaad kar ke
kavi to mujhe rulaya karte.
kavi to tanik waqt ke liye
mujh se fariyaad kiya karte.
kavi to tanik waqt ke liye
mujhe barbaad kiya karte.
mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain..
tum hote to kya hota....
jab jism aansuon ko
aane se roke rakhta hai.
jab sunsaan sadak pe saath mere
mera saaya chalta hai.
jab baraamde se kisi raat
chaand naza naa aata hai.
jab ashk ke jawaab mei vi
ashk nikal naa paata hai.
mai aur meri tanhaaayi
akshar ye baatein karti hain...
tum hote to kya hota....
jab waqt ke jawaab mei
seesha main foora karta hu.
jab boottlon ki dhakaanein
daaton se toora karta hu.
jab vheer ko saathh liye
khud akela chalta hu.
jab khud se hi ladta hu
girta hu ..sambhaltaa hu..
mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain
tum hoote to kya hoota.
uss paar kahin dur tak
andhere mei ake sahar -sa hai.
iss paar har raushaandaan mei
dudhiya saa ujala hai.
fir kahin se ik roosini
pattiyon se chha kar aati hai.
aviyaantriki eeton(engineering bricks) se takraa kar
yahin kahin khoo jaati hai.
mai aur meri tanhaayi
akshar ye baatein karti hain...
tum hote to kya hoota.
________________________________________________________________________________
title courtesy:yash chopra,silsila(1981)
Comments
Post a Comment